Q1: PTC kia Hay? (What is PTC)
PTC Yani (Paid to click) Sites Ads ko click karnay par Paisay deti hay. Aap website kay andar kay link ko click karen gay aur wo aap ko iskay paisay dengay. Aaj kal bohat si PTC Sites Aap ko dekhnay ko milen gi, magar un men taqreeban 90% PTC Sites jhoti aur dhokay baaz hen. Men Apko un sites ka batata hun jo na sirf paisay waqt par ada karti hen balkay advertisers kay liye bhi behtreen sites hen.
2. Account Bananay Ka Tareeqa (Account Creation Method)
Picture par click karnay kay baad jo form apkay saamnay aaey ga usay fill karkay Signup Now par click karen. Baad men apni Email check karen Jo Aapnay Form men likhi the, Apko aik Activation Link Recieve howa hoga. Us Activation Link par click karkay apna account activate karlen.
3. Kaam Karnay Ka Tareeqa (Earning Method)
Jab aap clixsense par login hon to apko page kay top par "view ads" likha nazar aaey ga. Us par click karen. Jab aap view ads par click karden gay to apko different websites kay link nazar aaen gay Jesa kay neechay pic men nazar arahay hen. Aik Aik karkay in tamam ads par click karen. Jab aap ad par click karen gay to aik new webpage open hoga. Webpage par cat ki image ko click karen gay to timer chalna shuru hojaey ga. 0.01$ walay ad par timer 30 seconds tak chalay ga. aur 0.001$ walay ad par 10 seconds tak timer chalay ga. Yaad Rahay Aik waqt men aik he ad par click karna hay.
Mazeed Neechay pictures men diye gaey steps ko follow karen.
Standards Members kay liye withdraw amount 8$ hay. Aur Premium Members kay liye withdraw amount 6$ hay. Withdraw karwanay kay liye apka "Payza" par account hona zaroori hay. Agar aap "Check" mangwana chahtay hen to apkay clixsense kay account men 100$ hona zaroori hain. uskay liye "Payza" kay account ki zaroorat nahi paray gi. "Payza" kay baray men Jan'nay kay liye Aakhir men diye gaey "Q2" ko parhen.
5. Ziada Paisay Kaisay Kamaey Jasaktay Hen?
Ads par click karnay kay sath aap clixgrid game, tasks say bhi paisay kama saktay hen.
Yaad Rahay Tasks kabhi kabhi aatay hen. Isi liye Rozana Check kartay raha karen.
6. Men ap sab ko batana chahta hun kay starting men earning bohat slow hoti hay. Lekin Aik tareeqay say aap unlimited daily earn kar saktay hen. aur wo bhi bohat ziada.
wo tareeqa ye hay kay aap apnay friends ko invite karen apnay refferal link say. Apka Refferal link apkay clixsense kay account kay main page par hoga. Jaisa kay neechay picture men dikhaya gaya hay. Apna refferal link aap apnay friends ko den aur unko register honay kay liye kahen. aur unko method samjha den saara. Jab wo bhi ads par click karen gay to apko bhi profit milay ga.
Payza Account Bananay Ka Tareeqa (Account Creation Method)
PTC Yani (Paid to click) Sites Ads ko click karnay par Paisay deti hay. Aap website kay andar kay link ko click karen gay aur wo aap ko iskay paisay dengay. Aaj kal bohat si PTC Sites Aap ko dekhnay ko milen gi, magar un men taqreeban 90% PTC Sites jhoti aur dhokay baaz hen. Men Apko un sites ka batata hun jo na sirf paisay waqt par ada karti hen balkay advertisers kay liye bhi behtreen sites hen.
1.Clixsense par free account bananay kay liye is picture par click karen.
2. Account Bananay Ka Tareeqa (Account Creation Method)
Picture par click karnay kay baad jo form apkay saamnay aaey ga usay fill karkay Signup Now par click karen. Baad men apni Email check karen Jo Aapnay Form men likhi the, Apko aik Activation Link Recieve howa hoga. Us Activation Link par click karkay apna account activate karlen.
3. Kaam Karnay Ka Tareeqa (Earning Method)
Jab aap clixsense par login hon to apko page kay top par "view ads" likha nazar aaey ga. Us par click karen. Jab aap view ads par click karden gay to apko different websites kay link nazar aaen gay Jesa kay neechay pic men nazar arahay hen. Aik Aik karkay in tamam ads par click karen. Jab aap ad par click karen gay to aik new webpage open hoga. Webpage par cat ki image ko click karen gay to timer chalna shuru hojaey ga. 0.01$ walay ad par timer 30 seconds tak chalay ga. aur 0.001$ walay ad par 10 seconds tak timer chalay ga. Yaad Rahay Aik waqt men aik he ad par click karna hay.
Mazeed Neechay pictures men diye gaey steps ko follow karen.
Step-1
Step-2
Step-3
Step-4
4. Paisay Kaisay Liye Jasaktay Hen? (How To Withdraw Money?) Standards Members kay liye withdraw amount 8$ hay. Aur Premium Members kay liye withdraw amount 6$ hay. Withdraw karwanay kay liye apka "Payza" par account hona zaroori hay. Agar aap "Check" mangwana chahtay hen to apkay clixsense kay account men 100$ hona zaroori hain. uskay liye "Payza" kay account ki zaroorat nahi paray gi. "Payza" kay baray men Jan'nay kay liye Aakhir men diye gaey "Q2" ko parhen.
5. Ziada Paisay Kaisay Kamaey Jasaktay Hen?
Ads par click karnay kay sath aap clixgrid game, tasks say bhi paisay kama saktay hen.
Clixgrid Game Say Kamanay Ka Tareeqa
Clixgrid
game men blocks diye hotay hen. Ye Luck ki game hay. Is game men blocks
diye hotay hen. Aur Standart members kay pas 30 Chances hotay hen aur
Premium Members kay pas 60 Chances hotay hen. Aap Kisi bhi block par
click karen gay to timer chalay ga 10 seconds ka. 10 seconds tak wait
karen. Agar aap nay win kiya to Golden colour ka cup bana ajaey ga aur
saath amount likhi hogi kay kitni amount win ki hay. Clixgrid men koi
khas nishani nahi aap ko in block men se kaheen par bhe
click karna hota hay, aur aap ten dollars tak jeet saktay hen. Men roz
in blocks par click karta hun (Jo neechay pictures men dikhaey gaey
hen). Aur kafi dafa prize jeet chuka hon. Aap chahen to istrha try kar
saktay hen rozana. Haftay men kabhi na Kabhi aap bhi jeet jaengay.
Tasks Say Kamanay Ka Tareeqa
Task complete karnay kay liye pehlay aap hidayat ghor say parhen jo har
task ke sath hoti hain. Ye intihai simple hotay hen. Sirf aik bar aap inn
ko samajh lain. Menay today jo task complete kiya hay wo "Find Businesses' Official Websites" Wala tha. Jis men aadhay ghantay men menay aik dollar kama
liya.Yaad Rahay Tasks kabhi kabhi aatay hen. Isi liye Rozana Check kartay raha karen.
6. Men ap sab ko batana chahta hun kay starting men earning bohat slow hoti hay. Lekin Aik tareeqay say aap unlimited daily earn kar saktay hen. aur wo bhi bohat ziada.
wo tareeqa ye hay kay aap apnay friends ko invite karen apnay refferal link say. Apka Refferal link apkay clixsense kay account kay main page par hoga. Jaisa kay neechay picture men dikhaya gaya hay. Apna refferal link aap apnay friends ko den aur unko register honay kay liye kahen. aur unko method samjha den saara. Jab wo bhi ads par click karen gay to apko bhi profit milay ga.
Q2: Payza Kia Hay? (What is Payza)
Kisi bhi PTC Site men Registration Say Pehlay Apkay Pas Payza Ka Account Hona Lazmi Hay. Payza (Money Transaction)
Yani Paisa Muntaqli Ka Zariya. Jis Say Aap Kisi Bhi PTC Site Say Hasil
Ki Gai Raqam Ba'Aasani Apnay Payza Kay Account Men Muntaqil Karsaktay
Hen. Payza Account Say Aap Na Sirf Paisay Muntaqil Kar Saktay Hen Balkay
Kisi Bhi Qisam Ki (Online Transaction) Kar Saktay Hen.
Payza Account Bananay Ka Tareeqa (Account Creation Method)
1. Payza Account bananay kay liye is picture par click karen.
2. Link par click karnay kay baad "Sign Up Now" par click karen.
3. Iskay baad apni "Country" select karen. Phir aap "Personal Starter" kay "Select" par click karen gay to aap form kay page par chalay jaengay.
4. Ab apkay samnay Payza ka form hoga. Us men apni malomaat darj karen. Aur Next Step par click karen.
5. Next Step par click karnay kay baad aik aur form ajaey ga. Us ko bhi fill karen. Is form men aik box hoga "Transaction PIN" ka. Transaction PIN aapnay apni pasand ki daini hoti hay. Jab aap Payza say dollar nikalen gay to Payza aap say ye PIN Number pochay ga. Jis say Payza ko pata lagta hay kay jo shakhs Paisay nikaal raha hay ye account uska apna hay.
6. "Third Party Information" walay part men "NO" Select karen
7. Aur phir Neechay Image Code likhen. Uskay baad "You acknowledge that you have read and agreed to Payza's User Agreement" walay box par tick karden.
8. Ab "Final Step" par click karen.
9. "Final Step" kay baad Payza walay Verification kay liye apki Email par aik mail bhejain gay usko khol kar link par click karden. Ab apka Payza account ban gaya.
Payza Sy Paisay Nikalwanay ka Tareeqa
Paisay Nikalwanay kay 3 Tareeqay hen.
1. Via Bank
2. Via Check
3. Via Card
Note: "Bank Transfer" Ki Sahulat Pakistan Men Mojood Nahi.

Via Bank Wire Withdraw Method
Apna
Payza Account khol kar "Withdraw" par click karen aur "Bank Wire" par
click karen. Yahan apko apnay Bank Account say mutalliq malomaat darj
karni hay. Jis Account men aap apni raqam mangwana chahtay hen.Note: "Bank Transfer" Ki Sahulat Pakistan Men Mojood Nahi.
Via Check Withdraw Method
Payza
say Check kay zariye raqam mangwanay kay liye sab say pehlay apna Payza
Account kholen phir "Withdraw" par click karen. Ab check par click
karden. Iskay baad aapnay jitni raqam mangwani hay wo likhen. 15 say 20
din men check aapkay darwazay par hoga. Jis Bank men apka account ho us
bank men jakar us check ko jama karwa den. 5 say 7 din men raqam apkay
account men ajaey gi.
Via Credit Card, Debit Card Withdraw Method
Payza
kay sath online lain dain kay liye "Standard Chartered Bank" munasib
rehta hay. Kiokay inki online banking bilkul free hay. Aap SCB men apna
BBA(Basic Business Account) Account sirf 1000 rupay say khulwa saktay
hen. Aur iskay sath he Debit
Card kay liye bhi apply karden. Debit Card 3 din men ban jata hay. Aur
aapnay Debit Card ko Payza kay sath Attach karna hay. Iskay Liye aap
apna Payza Account Khol kar "Add My Credit Cards" par click karen.
Note: Wahan sirf "Add Credit Cards" likha hoga lekin aap apna "Debit Card" bhi add kar saktay hen.
Add My Credit Cards par click karnay kay baad apnay Debit Card ki Malomaat darj karen. Aur Next par click karen.
Tasdeeq
kay liye, kay ye Account aapka he hay Payza apkay Account say 1 say 2
dollar kay darmiyan raqam katay ga. Aap online banking men dekhen jitni
raqam Payza nay kati hay wo raqam Payza men likhen. Ab apka Debit Card
Payza kay sath Attach hogaya hay. Aap nay agar raqam Payza say account
men bhejni ho to aap Payza ka account kholen. Aur "Withdraw" par click
karen. Aur "Via Credit Card" ko select karen. Jitni raqam mangwani hay
wo likhen.
Yaad rahay raqam muntaqil honay men 3 say 4 din lag saktay hen.
No comments:
Post a Comment